earn money onlinetech tutorials
online product kaise beche
Table of Contents
online product kaise beche- hello friend agar aap apne kisi bhi product(saman) ko online internet pr bechna(sell) chahte hai to aaj ka article aap ke liye hai kyoki aaj hum aapko batayenge ki aap apne kisi bhi product ko online kaise bech sakte hai or sath me iska pura tarika (tutorial) bhi btayenge.
types of online product selling-
friend aap apne product ko online do tariko se bechne sakte hai.
- yadi aap jyada investment nhi krna chahte hai or apne product ko online sell krna chahte hai to aap apne product ko online product selling company jaise amazon,flipkart,shopclus etc. pr apne product ko bhut hi saral tarike se bech sakte hai, iske liye apko mere dwara btayi gayi kisi bhi company me apna seller account bnana hai or apne product ko bechna hai iska full tutorial maine niche diya hai.
- agar aap apne product ko jyada se jyada sell krna chahte hai or apke pass investment ke liye money hai to aap apna ek khud ki brand website bna kr aap apne product ko bech sakte hai,isme aapko thodi jyada work krna padega.is tarike ko apna kr aap apne kisi bhi product ko bhut hi tezi se sell kr sakte hai iske liye apko sabse pehle ek website bnani hogi agar aapko nhi pta ki website kaise bnate hai to aap hamare article “free me website kaise banaye”ko read kar sakte hai .
seller account kaise banaye
friend agar aap apne product ko amazon pr sell krna chahte hai to sabse pehle apko apna amazon pr seller account create krna padega jiske liye apko niche diye huye steps ko follow krna hai.
- apko apna amazon seller account bnanae ke liye amazon ki ek website https://sellercentral.amazon.in/ ko open kr lena.website open hote hi apke samne kuch iss tarah ka page open hoga.
- iske baad apko is page me register now pr click krna hai or click krte hi apke samne ek form open hoga jise apko fill karke continue pr click krna hai.
- ab apka account bn chuka hai or ab aaap apne product amazon ko sell kr sakte hai .baki ki detail apko apne amazon ke seller account pr hi mil jayegi.
thanks for reading
दोस्तों आशा है की आज का article ‘online product kaise beche’ आपको अच्छा लगा होगा। आप हमारे youtube चैनल Tech Nikhlesh को भी सब्सक्राइब कर सकते है इसमें हम tech रिलेटेड videos लाते रहते है। और यदि कोई भी प्रॉब्लम आ रही हो तो मुझे नीचे कमेंट करके जरूर बताइये।